निश्चय सम्यकदर्शन किस गुणस्थान से?

Aapki is baat ko(nishchay samyakdarshan 7ve gunsthan se) sweekar karne m ek prashn:
6 gunsthan varti muniraj ko, unki sabhi bahya vikalpatmak pravriti k samay nishchay samyakdarshan se rahit maanna kaise sweekar kiya jayega?

Note: samyakdarshan aur samyakcharitra ki baat ko mix karte hue baat aage badhai ja rahi h, jis karan hi ye dosh aa raha h.
Samyakcharitra ki baat ek anya thread pe kafi acche se hui h, wahan dekhiye.

4 Likes