Muni diksha when no acharya is present

How did the 1000 kings who accompanied Lord Rishabdeva took diksha when no Acharya was present at that time?

Do the scriptures provide any vidhi or process in case muni diksha can be done in the absence of an Acharya parmeshti??

All Tirthankaras take diksha without any Muni or Acharya. Tirthankaras do not meet any muni since birth till they leave home.

1 Like

Aap shayad mera sawaal samajh nahi paaye.

Jab 3 kaal mai bhagwaan Rishabdeva ke saath 1000 raja maharajo ne diksha li thi tab koi acharya parmeshti toh thay nahi toh phir unko diksha kisne dii hogi? kyunki tirthankar parmesti toh acharya pad svikaar karte nahi??

Inference yahi baith ti hai ki unhone swayam hii diksha le li hogi par kaise? kya agam mai aisa koi vidhaan milta hai???

Kya kaise ? Teerthankar birth se hi 3 gyan ke dhaari hote hain.

Vo jaise vastra tyag rahe, jaise aahar le rahe, vaise raja bhi kar liye. Ho gayi deeksha.

2 Likes

Toh kya aisa pancham kaal mai bhi kiya jaa sakta hai?

Kyunki aisa humare padhne mai toh aaya hai ki acharya shri shantisagarji maharaj ne kshullak se ailak diksha bhagwaan neminath ji ki pratima ke saamne svayam hii le li thi

I think this question was already answered दीक्षा के संबंध मे।

1 Like

Bracket portion may be of some relevance. (ADI PURANA, chapter 9 )

2 Likes