Understanding Anubhag

Anubhag (intensity): yog se Jo pudgal aatma grahan karta hai unke varn, ras, Gandhi aur sparsh mein change Anubhag hai?

For e.g. tez krodh mein pudgal ke parmaanu ka colour black ho jaayega and sparsh rukha

Sam bhav se wohi pudgal ka colour white ho jayega and sparsh soft.

Is this understanding correct?

ये रंगादि भी समझने की दृष्टि मात्र तक ही हैं। विशेष तो केवलीज्ञानगम्य ही हैं।