ऊर्ध्व तथा अधो लोक में समय

ऊर्ध्व तथा अधोलोक में समय की गणना क्या मध्यलोक जैसे ही की जाती है?

Samay ki gadna ka mapdand kya?
1)Yadi rat-din k anusar khe to vah adho lok ya urdhv lok me hoti nhi,.
2) Yadi kaal k dravya k pariraman k anusar khe to kal dravya sbhi jgh vyapt h isliye uska prati samay parivartan bhi sthan se nirpeksh saman hi hoga.
Jitna kal ek sagar ka adho lok me lgega, utna hi kal madhya lok me bhi lgega.
For eg: koi Thirthankara ka jeev ydi swarg me hoga or agle bhav me Thirthankara awastha ko pragat krne wala hoga to janam k 6 mah purv se hi madhya lok me ratno ki varsha hoti h, aur ye 6 mah pure hone pr hi dev gati se Madhya lok me aana hota h.
Atharth, sbhi loko me samay saman hi chlta h.

8 Likes

समय का माप तो ,ढ़ाई द्वीप के अन्दर सुमेरू पर्वत की परिक्रमा लगाने वाले ज्योतिषी विमान है ,उन के द्वारा होता है । तत्वार्थ सूत्र -"तत्कृतः कालविभाग:"4अधि.14सूत्र ।

3 Likes