Sansthan ke 6 prakaar

Sansthan ka vastvik abhipray kya hai evam kis prakarse?

Jo sansthan hai vo naam karm ki ek prakarti hai jisse body ka size aur shape decide hota hai. Ye 6 prakar ka hota hai-
1 samchaturas sansthan- jab is prakarti ka uday hota hai tab body ki shape bilkul perfect ratio mein hoti hai. Sabhi mahaprusho ke niyam se yhi sansthan hota h.
2 kubjak sansthan- jisme peeth par kubad aa jaata hai.
3 Vaman sansthan- isme body ka size sirf 52 anguli jitna hota h.
4 nygrodh parimandal sansthan - isme nabhi ke niche ki body to ptli hoti hai magar upar ki body wide hoti hai. Jaise bargad ka tree uski trunk to jyada wide ni hoti magar upar se bahut wide hota h.
5 Swatik sansthan - it is just reverse of nygrodh parimandal sansthan.
6 Hundak sansthan- the shape and size of body is totally disordered hoti hai bilkul samchaturas sansthan ka reverse
This is all about sansthan

3 Likes

I think you are getting confused. Swati sansthan me lower body is wide and upper body is narrow which should be opposite of 4th one.
And last one’s name is 'kubjak sansthan ’ if I am not wrong.

2 Likes

Then what is vapi sansthan please enlighten me

1 Like

Yes, what’s Vapi Sansthan? Didn’t heard this name before in topic of Sansthan.

P.S. - Vapi a place where I lived before.

2 Likes

I read it online and there is no sansthan named vapi sansthan or may be vapi sansthan and swati sansthan are the same. One more sansthan named 'hundak sansthan ’ is mentioned here. In the description it is written - bedol sansthan. Ek baar dekhne ke baad, jise dobara dekhne ki iccha hi naa ho. Sabse kharab sansthan.

2 Likes

Koi ni hai vapi

vo mai swati or vapi mein confuse hogya tha

sorry

2 Likes